Android Mobile Ke Pattern Lock Ko Kaise Unlock Karte Hai Hard Reset Kar Ke
Dosto bahut se log apne Android Smart Phone me Pattern Lock ka istemal karte hai. kai bar aisa hota hai ki hum Pattern Lock kar ke bhul jate hain, aur kai bar Galat Lock code Try karne se humara Phone Lock ho jata hai. aur Email, Password magne lagta hai. par Email aur Password dalne par bhi humara Phone Unlock nahin ho pata hai.
To aaj main apko bataunga ki Android Smart Phone ko kaise Unlock karte hai Hard Reset ki madad se
Samsung Android Phone Ka Pattern Lock Ko Unlock Karne ka Tarika,
Step 1,
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key + Home Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba kar On kijiye.
Step 2,
Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Downka Istemal kijiye.Fir Home Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye.
Congratulation!! Apka Phone Reset ho gya aur Pattern Lock bhi hat gaya hoga.
Other Android SmartPhone Ke Pattern Lock Ko Unlock Kaise Kare
Step 1
Sabse pahle apna Phone Switch off kar de. Fir Velume Up Key aur Power On Key ek sath 15 second tak daba karOn kijiye.
Step 2
Ab ek Boot Menu khulega usme Factory Reset ko Select kariye. Select karne ke liye Velume Up aur Velume Downka Istemal kijiye. Fir Power On Botton ki sahayta se Faktory Reset me Ok kar dijiye.

Apka Phone Reset ho jayega aur Pattern Lock bhi hat jayega.
Post a Comment