Smart Phone Bhi Ban Sakta Hai Projectot Kya Aap Ne Kabhi Try Kiya?


                        Smart Phone ko projector ki tarah istemaal Kaese karein?
Ji ha dosto ab aap apne smart phone ki madad se apne ghar me hi cinema hall bana kar movies dekh sakte hain. iske liye bas aapko ek shoes cartun, Magnifying glass ki jarurat hai. Bas aap ye                                                                               
   Step's Follow Kare:-

1. Magnifying lans ko shoes box ki ek side me rakh kae mark kare. or mark kiye gaye cartun ko blad se kaat kar holl bana le.
2. box me holl karne ke bad lans ko us me fit kar ke gond ki madad se chipka le.
3. ab aapko image ke anusar box me dusri taraf apna smart phone rakhne ke liye stand banana hai. aap koi bhi cheez ki madad se stand bana sakte hai.
4. ab apne smart phone me koi bhi movie ya videos chala kar stand par rakhe. mobile ki Screen  Magnifying lans ki taraf karni hai.
5. aapke mobile ke focus ko cautch kar  Magnifying lans use zooming kar output nikalega. ab mobile ko aage piche kar ke aapko jis size me video dekhna hai set kar Lein.
6. mobile ki video britness 100% kar le taki video clear dikhe
Note:- Aap shoes box ki jagah koi or mazbut item bhi use kar sakte hain.

0/Post a Comment/Comments

Stay Conneted

Follow Us